1st day with some good lines of "Life".......
"Zindagi ki shurvat"
Har Din Khas Hota Hai
Jab Hum Saas Lete Hai ,
Jab Hum Saas Lete Hai
Tab Sab Paas Hote Hai ,
Jis Din Saas Band Hoti Hai
Uus Din Sab Dur Hote Hai ,
Kyu Ki Woh Zindagi Ki
Shurvat Nhi Zindagi ki
Aakhri Saas Hoti Haiiii.....